Sunday, 8 April 2012

Pyar ka Pagalpan

Hum to tumhari aankhon mein hi khoye rahe,
Tmhe niharne ka mauka to mila hi nahi,
Sach kehta hun maine tmse sachcha pyar kiya hai,
Kyuki kabhi kisi mein is main kadar khoya hi nahi.


Is dharti se amber tak tmse jyada haseen koi nahi hoga,
Paas rehkar bhi tmhe na dekh sake shayad hmse jyada badnaseeb aur koi nahi hoga,
Par sach kehta isme meri koi galti nahi hai,
Kyuki tumhari aankhon ne jo mjhpar nasha kiya hai uska ilaaj khuda ke paas bhi nahi hoga............♥♥♥♥♥:):):)

No comments:

Post a Comment