Sunday, 8 April 2012

Kasam hai mjhe teri tjhe ek din apna jarur banaunga,
Tere saaath hi main apna jiwan bitaunga,
Kuch bhi ho jae magar tjhe apni dulhan banaunga,
Kitna pyar karta hun tjhse ek din jarur dikhaunga,
Tere saath har lamha bitane ka vaada nibhaunga,
Pyar hai agar tjhe har rukawat paar kar jaunga,
Jo mangegi wo kimat tere pyar ki chukaunga,
Par chah kar bhi pyar mein jaan nahi de paunga,
Kyuki khud markar tjhe kisi aur ka hone ke liye nahi chor paunga...

Jeenge saath aur marenge saath,
Is jindagi ke har pal rahenge saath
........
....♥ ♥ ♥

No comments:

Post a Comment